Chahta hu zindagi mai yaar kuch aisa karu
tu samne bathe rahe aur mai tujhe dekha karu
bas tujse puchu haal dil ka apna aye sanam
aur tera gum ka apne ru-bru charcha karu
jaam ankho ka tara peeta rahu mai har ghari
aur teri ankho mai doobkar behka karu
mai to teri rah hu , rahi bhi , manzil bhi teri
aur tere wastay hi mai sada gujra karu
jab bahare lakar aya hai gamay gulshan mai tu
to kyu na mai bhi phool bankar har ghari mehka karu !

No comments:
Post a Comment