Monday, 2 May 2011

character dheela hai................

jab se wo meri life sa gye hai, meri life main bhar aa gyi hai, jaao unko bta do meri life main unse bhi hsin koi aur aa gyi hai..!!!!!!!!

Friday, 4 March 2011

aansu


kal tha sath wo aaj humne unko kho diya
jinki yaado ne dil ko aasuon se bhigo diya .....

Sunday, 20 February 2011

i miss u yaar



kya story thi apni kya jawani thi apni
ab na paisa hai aur n koi khani hai apni
ghumte the yaroo k sath aur krte the baate hzar
aur jate waqt bolna ki milte rhna yaar
par zindagi ka bojh aur job ki khoj
nahi mila wo yaar aur pura n ho ska mera saccha pyar
aaj bhi yaad aata hai wo yaar aur sochta hu baate hzar
kash fir mil jaye wo bus ek baar aur fir s jiyu main wohi pal bar bar
i miss u yaar.........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

jhuki nazre











nazre jhuk kr uthi to unka didar hua,
aur mujhe pta chala mujhe bhi tum s pyar hua.........

Saturday, 19 February 2011

pyar k hungama

hum n shehar me hungama kr diya unko pana k liye,
aur wo itne khudgarz nikle k hume bhula diya zamane k liye.............

wafa k surat



wo bewafai k murat hai to hum wafa k surat hai,
hum ko unki aur un ko hamari jrurat hai......

kabrishtan

kabrishtan k shehar main aane walo ko n dekh,
ye to wo shehar hai jha apne bhi aane s dar jate hai.