kya story thi apni kya jawani thi apni
ab na paisa hai aur n koi khani hai apni
ghumte the yaroo k sath aur krte the baate hzar
aur jate waqt bolna ki milte rhna yaar
par zindagi ka bojh aur job ki khoj
nahi mila wo yaar aur pura n ho ska mera saccha pyar
aaj bhi yaad aata hai wo yaar aur sochta hu baate hzar
kash fir mil jaye wo bus ek baar aur fir s jiyu main wohi pal bar bar
i miss u yaar.........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!



